Sub4Sub network gives free YouTube subscribers
Get Free YouTube Subscribers, Views and Likes

Aur Is Dil Mein Kya Rekha Hai | Unplugged Cover By Sharique Khan | Eli Sandhu | 7Beats of Heart

Follow
7Beats of Heart

Aur Is Dil Ma Kya Rekha Hai | Unplugged Cover By Sharique Khan | Eli Sandhu | 7Beats of Heart


Aur Is Dil Mein Kya Rakha Hai Lyrics


Aur is dil mein kya rakha hai
Tera hi dard chhupa rakha hai
Tera hi dard chhupa rakha hai

Aur is dil mein kya rakha hai
Tera hi dard chhupa rakha hai
Tera hi dard chhupa rakha hai

Cheer ke dekhe dil mera to
Cheer ke dekhe dil mera to

Tera hi naam likha rakha hai
Tera hi naam likha rakha hai
Pyar ke afsane sune the logon se
Pyar kya hota hai, yeh toone samajaya
Mila dil tujhse to khwaab dekhe aise
Junoon jaane kaisa jawan dil pe chhaya
Dil mein aisa dard utha dil ho gaya deewana
Dil ho gaya deewana

Deewanon ne is duniya mein
Deewanon ne is duniya mein
Dard ka naam dawa rakha hai
Dard ka naam dawa rakha hai

Aur is dil mein kya rakha hai
Tera hi dard chhupa rakha hai
Tera hi dard chhupa rakha hai

Nigahon mein meri yeh soorat hai teri
Zindagi yeh meri amaanat hain teri
Dhadakte seene mein mohabbat hai teri
Mohabbat hai teri ibadat hai meri
Tere siwa kuchh yaad nahi hai
Tu hi tu dil mein
Haan tu hi tu dil mein
Dil ne yaar ki pooja ki hai
Dil ne yaar ki pooja ki hai
Pyar ka naam khuda rakha hai

Aur is dil mein kya rakha hai
Tera hi dard chhupa rakha hai
Tera hi dard chhupa rakha hai

Cheer ke dekhe dil mera to
Tera hi naam likha rakha hai
Tera hi naam likha rakha hai
Tera hi naam likha rakha hai
Tera hi naam..

Aur Is Dil Mein Kya Rakha Hai Song Detail

Song : Aur Is Dil Mein Kya Rakha Hai
Album : Imaandaar (1987)
Singer : Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Musician : Kalyanji, Anandji
Lyricist : Prakash Mehra


Cover Credit : Sharique Khan


#aurisdilmein
#aurisdilmeincover
#blackscreenvideo
#elisandhu
#7beatsofheart

posted by jaesmomjx