Secret sauce that brings YouTube followers, views, likes
Get Free YouTube Subscribers, Views and Likes

Baang-e-Dara: 120 | Jawab-e-Shikwa | The Answer To The Complaint | Allama Iqbal | Nazm or Shaeri

Follow
Nazm Or Shaeri

BangeDra:120

JawabeShikwa
(جواب شکوہ) The Answer To The Complaint

Dil Se Jo Baat Nikalti Hai, Asar Rakhti Hai
Par Nahin, TaaqateParwaaz Magar Rakhti Hai

Ishq Tha Fitna GaroSarkashoChalaak Mera
Chaand Kahta Tha, Nahin, AhleZameen Hai Koi!

Kuch Jo Samjha Tau Mere Shikwe Ko Rizwan Samjha
Arsh Walon Pe Bhi Khulta Nahin Yeh Raaz Hai Kya!

Ghafil Aadaab Se Yeh SukkaaneZameen Kaise Hain
Tha Jo MasjoodeMalaeek Yeh Wohi Aadam Hai?

Shukr Shikwe Ko Kiya HusneAda Se Tu Ne
Hum Sukhan Kar Diya Bandon Ko Khuda Se Tu Ne

Koi Qabil Ho Tau Hum ShaneKai Dete Hain
HarmeKaaba Naya, But Bhi Naye, Tum Bhi Naye

Kisi Yakjai Se Ab EhdeGhulami Kar Lo
MillateAhmad (S.A.W.) Ko Maqami Kar Lo!

Qoum Mazhab Se Hai, Mazhab Jo Nahin, Tum Bhi Nahin
JazbeBaham Jo Nahin, MehfileAnjum Bhi Nahin

Jin Ko Ata Nahin Dunya Mein Koi Fann, Tum Ho
Baich Khate Hain Jo Aslaaf Ke Madfan, Tum Ho

Ho Niko Naam Jo Qabaron Ki Tajarat Kar Ke
Kya Na Baicho Ge Jo Mil Jaen Sanam Pathar Ke

SafaheDehr Se Batil Ko Mitaya Kis Ne?
Mere Quran Ko Seenon Se Lagaya Kis Ne?

The Tou Aaba Woh Tumhare Hi, Magar Tum Kya Ho?
Hath Par Hath Dhare MuntazireFarda Ho!

Firqa Bandi Hai Kahin, Aur Kahin Zaatain Hain
Kya Zamane Mein Panapne Ki Yehi Baatain Hain?

Jaa Ke Hote Hain Masajid Mein SafAara, Tau Ghareeb
Pardah Rakhta Hai Agar Koi Tumhara, Tau Ghareeb

Reh Gyi RasmeAzan, RooheBilali Na Rahi
Falsafa Reh Gya, TalqeeneGhazali Na Rahi

Yun To Syed Bhi Ho, Mirza Bhi Ho, Afghan Bhi Ho
Tum Sabhi Kuch Ho, Batao To Musalman Bhi Ho!

Har Musalman RageBatil Ke Liye Nashtar Tha

Jo Bharosa Tha Usse QuwwateBazoo Par Tha
Hai Tumhain Mout Ka Dar, Uss Ko Khuda Ka Dar Tha

Haidari Faqr Hai Ne DoulateUsmani Hai
Tum Ko Aslaaf Se Kya NisbateRohani Hai?

Woh Zamane Mein Mu’azzaz The Musalman Ho Kar
Aur Tum Khawar Huwe TaarikeQuran Ho Kar

In Ko Tehzeeb Ne Har Bande Se Azad Kiya
La Ke Kaabe Se Sanamkhane Mein Abad Kiya

Aaj Bhi Jo Baraheem (A.S.) Ka Imaan Paida
Aag Kar Sakti Hai AndazeGulistan Paida

Tu Na Mit Jaye Ga Iran Ke Mit Jane Se
NashaeMai Ko Ta’aluq Nahin Pemane Se

Hai Ayan YorisheTataar Ke Afsane Se
Pasban Mil Gaye Kaabe Ko Sanam Khane Se

WaqteFursat Hai Kahan, Kaam Abhi Baqi Hai
NooreTouheed Ka Itmam Abhi Baqi Hai

QuwwateIshq Se Har Past Ko Bala Kar De
Dehr Mein IsmeMuhammad (S.A.W.) Se Ujala Kar De

Khema Aflak Ka Istada Issi Naam Se Hai
NabzeHasti Tapish Aamadah Issi Naam Se Hai

Aqal Hai Teri Sipar, Ishq Hai Shamsheer Teri
Mere Darvaish! Khilafat Hai Jahangeer Teri

Ma Siwa Allah Ke Liye Aag Hai Takbeer Teri
Tu Musalman Ho To Taqdeer Hai Tadbeer Teri

Ki Muhammed (S.A.W.) Se Wafa Tu Ne Tau Hum Tere Hain
Yeh Jahan Cheez Hai Kya, LohoQalam Tere Hain

#Allamaiqbal #Urdupoetry #KalameIqbal #Bangedra #jawabeshikwa
jawab e shikwa allama iqbal

jawab e shikwa status
jawab e shikwa allama iqbal zia mohiuddin
jawab e shikwa allama iqbal status

► We hope you enjoyed this video a lot of work done by our team. Please like, comment, share, and subscribe.
► Subscribe to our channel :    / @nazmorshaeri3605  
► Email: [email protected]
shah seljuk,sultan malik shah,dirilis ertugrul,osman bey,kurulus osman,ertuğrul gazi nazm or shaeri, allamaiqqbal,urdupoetry,kalam e iqbal explanation,bangedra,zia mohyeddin,zia reads iqbal,shikwa,jawab e shikwa,jawab,answer,complaint,iqbal ka shikwa,ki muhammad say wafa,jawab e shikwa nusrat,sabri,whatsapp status poetry,shikwa ertugrul,jawab e shikwa status,ghazi,great seljuk shikwa,جواب شکوہ,2 lines status,status poetry,shikwa status,iqbal status,islam,pakistan,allah say shikwa,urdu poetry,shikwa jawab e shikwa,allama iqbal poetry,jawab e shikwah

posted by arrancureau