15 YouTube views, likes subscribers in 10 minutes. Free!
Get Free YouTube Subscribers, Views and Likes

Bibi Sakina Noha 2024 | Ab Bhi Aati Hain Sakina Ki Sadaen Logoun | Safdar Kaleem | New Nohay 2024

Follow
Safdar Kaleem

Bibi Sakina Noha 2024 | Ab Bhi Aati Hain Sakina Ki Sadaen Logoun | Safdar Kaleem | New Nohay 2024


Video Details:

✔Title: AB bHI Aati Hain Sakina Ki Sadaen Logo Haye Zindano Se
✔Reciter: Safdar Kaleem
✔Poet: Akhtar Hussain Akhtar (late)
✔Video: The Focus Studio (Safdar Kaleem)
✔Audio: TeeZeeProduction (Tirmah Bhai)
✔Creatives: The Focus Studio
✔Label : Safdar Kaleem


#bibisakina #13safar #newnoha2024 #bibisakinanoha #nohay2024 #safdarkaleem #bibisakinasa


Safdar Kaleem ( KALEEM E KARBALA ) Exclusive Noha Ab Bhi Aati Hain Sakina Ki Sadaen Logoun 2024 ON Shahdat E Bibi Sakina s.a (A.S)

"~" 13 Safar Ul Muzaffar Shahdat E Bibi Sakina (A.S) "~"

Ab bhi aati hai sakina ki sadaen logo haye zindaano se
mere baba se mila do mai duae'n dungi,
siskiya leke jo kehti thi musalmano se

1. Bole sajjad sakina, yeh muqaddar tera..(2)
be watan tujhko liye Phirta hu bazaaro'n mein
aur lahu aaj bhi jaari hai tere kaano se

2. Jaa ke maqtal mein pukari yeh sakina rokar..(2)
bhaiyya qasim, mere akbar, tum kaha ho saare
mere baba ko bacha lo aake shaitano se

3. Labe darya se alamdar ki aayi hai sada..(2)
ae sakina tujse sharminda hai chacha tera
paani pohcha na saka haye kate shaano se

4. Saat azaane bayak waqt fiza mein goonji..(2)
saniye zahra ke khutbo'n ko dabane ke liye
shor barpa kiya darbaar mein azaano se

5. Poocha Masooma Ne Kya reet hai ye shamiyo ki..(2)
karke paband e rasan maar k humko patthar
is tarah koi to milta nahi mehmano se

6. Qayam e aale mohammad ye hai akhtar ki dua..(2)
sadqa hasnain ka hai maula sadaye matam
hashr tak yuhi sada goonje azakhano Se

Like Us On Facebook   / nohakhuwansafdarkaleemfanpage  
Subscribe Us On YouTube    / @safdarkaleemvideos  
Follow Us On Instagram   / safdarkaleemofficial  

#AbBhiAAtiHainSakinaKiSadae,Logo #safdarkaleem #BibiSakina #yahussain #muharram2024 #muharram1446 #newnohay2024 #newnoha #noha #karbala #molaabbas ##noha2024 #muharramnohay #ashura #nohay2024 #nohabibisakina2024 #newnohabibisakina2024 #bibisakinakanoha2024 #nohabibisakina2024and

posted by manganeso01