YouTube magic that brings views, likes and suibscribers
Get Free YouTube Subscribers, Views and Likes

Faiz Ahmed Faiz - Raqeeb Se - Faiz Poetry Recitation - Urdu Shayari Reading - Urdu Poetry Recitation

Follow
Lehja

Urdu poetry of Faiz Ahmed Faiz

Raqeeb Se (Urdu Poem Nazm)
By Faiz Ahmad Faiz
Urdu Recitation: Raheel Farooq

Raqeeb Se
Faiz Ahmed Faiz
Urdu Poem of Faiz Ahmed Faiz
Production: Urdu Readings (Lehja لہجہ)

Urdu Readings produces Urdu poetry audios with a vision to promote the legendary tradition of Urdu literature. Classic recordings, full audios, absolutely free!

رقیب سے:

آکہ وابستہ ہیں اس حسن کی یادیں تجھ سے
جس نے اس دل کو پری خانہ بنا رکھا تھا
جس کی الفت میں بھُلا رکھی تھی دنیا ہم نے
دہر کو دہر کا افسانہ بنا رکھا تھا

آشنا ہے ترے قدموں سے وہ راہیں جن پر
اس کی مدہوش جوانی نے عنایت کی ہے
کارواں گزرے ہیں جن سے اُسی رعنائی کے
جس کی ان آنکھوں نے بے سود عبادت کی ہے

تجھ سے کھیلی ہیں وہ محبوب ہوائیں جن میں
اس کے ملبوس کی افسردہ مہک باقی ہے
تجھ پہ بھی برسا ہے اُس بام سے مہتاب کا نور
جس میں بیتی ہوئی راتوں کی کسک باقی ہے

تو نے دیکھی ہے وہ پیشانی، وہ رخسار، وہ ہونٹ
زندگی جن کے تصور میں لٹا دی ہم نے
تجھ پہ اُٹھی ہیں وہ کھوئی ہوئی ساحر آنکھیں
تجھ کو معلوم ہے کیوں عمر گنوا دی ہم نے

ہم پہ مشترکہ ہیں احسان غمِ الفت کے
اتنے احسان کہ گنواؤں تو گنوا نہ سکوں
ہم نے اس عشق میں کیا کھویا ہے کیا سیکھا ہے
جز ترے اور کو سمجھاؤں تو سمجھا نہ سکوں

عاجزی سیکھی ، غریبوں کی حمایت سیکھی
یاس و حرمان کے، دکھ درد کے معنی سیکھے
زیر دستوں کے مصائب کو سمجھنا سیکھا
سرد آہوں کے رخ زرد کے معنی سیکھے

جب کہیں بیٹھ کے روتے ہیں وہ بیکس جن کے
اشک آنکھوں میں بلکتے ہوئے سو جاتے ہیں
ناتوانوں کے نوالوں پہ جھپٹتے ہیں عقاب
بازو تولے ہوئے منڈ لاتے ہوئے آتے ہیں

جب کبھی بکتا ہے بازار میں مزدور کا گوشت
شاہراہوں پہ غریبوں کا لہو بہتا ہے
آگ سی سینے میں رہ رہ کے ابلتی ہے نہ پوچھ
اپنے دل پر مجھے قابو ہی نہیں رہتا ہے

Raqeeb Se

by Faiz Ahmed Faiz

aa ki vābasta haiñ us husn kī yādeñ tujh se
jis ne is dil ko parīḳhāna banā rakkhā thā
jis kī ulfat meñ bhulā rakkhī thī duniyā ham ne
dahr ko dahr kā afsāna banā rakkhā thā

āshnā haiñ tire qadmoñ se vo rāheñ jin par

us kī mad.hosh javānī ne ināyat kī hai
kārvāñ guzre haiñ jin se usī rānā.ī ke
jis kī in āñkhoñ ne besūd ibādat kī hai

tujh se khelī haiñ vo mahbūb havā.eñ jin meñ
us ke malbūs kī afsurda mahak baaqī hai
tujh pe barsā hai usī baam se mahtāb kā nuur
jis meñ biitī huī rātoñ kī kasak baaqī hai

tū ne dekhī hai vo peshānī vo ruḳhsār vo hoñT
zindagī jin ke tasavvur meñ luTā dī ham ne
tujh pe uTThī haiñ vo khoī huī sāhir āñkheñ

tujh ko ma.alūm hai kyuuñ umr gañvā dī ham ne

ham pe mushtarka haiñ ehsān ġhameulfat ke
itne ehsān ki ginvā.ūñ to ginvā na sakūñ
ham ne is ishq meñ kyā khoyā hai kyā sīkhā hai
juz tire aur ko samjhā.ūñ to samjhā na sakūñ

(Roman rendition: With special thanks to Rekhta)

Raqeeb Se Raqeeb Se By Faiz Ahmed Faiz Raqeeb Se Faiz Raqeeb Se Faiz Ahmed Faiz Raqeeb Se Faiz Ahmad Faiz Raqeeb Se in Urdu Raqeeb Se Poetry Raqeeb Se Nazam Nazm Raqeeb Se Faiz Raqeeb Se Faiz Ahmed Faiz Raqeeb Faiz Nazm Faiz Shayari Faiz Ahmed Faiz Poetry Faiz Ahmad Faiz Faiz Ahmed Faiz Shayari Faiz Poetry Recitation Faiz Poetry Reading Faiz Shayari Reading Faiz Poem Reading Faiz Ahmed Faiz Faiz Ahmed Faiz Shayari Reading KalameFaiz KalameFaiz Ahmed Faiz Faiz Ahmed Faiz Ki Shayari Faiz Ahmed Faiz Urdu Poetry Urdu Shayari Reading Faiz Ki Shayari Faiz Ki Nazam Faiz Ki Nazmen Faiz Poems Faiz Ahmed Faiz Poem Ghazal by Faiz Ghazal by Faiz Ahmed Faiz Urdu Poetry Recitation Urdu Poetry Reading Urdu Nazm Reading Urdu Poem Recitation Urdu Recitation Urdu Reading Urdu Readings Poetry Recitation Progressive Movement in Urdu Literature

Urdu Poetry Audio, Faiz Poetry, KalameFaiz, Faiz Shayari, Urdu Shayari Audio, Faiz Kalam, Faiz Shayari Recitation, Faiz Ahmad Faiz Poetry, Faiz Ahmed Faiz Poetry In Urdu, Faiz Urdu Shayari, Faiz Ghazal in Urdu, Faiz Ahmad Faiz Poetry Recitation, Faiz Shayari in Urdu, Faiz Ahmad Faiz Urdu Shayari, Urdu Faiz Recitation, Urdu Recitation Faiz Poetry in Urdu Faiz Urdu Poetry Recitation Poetry Faiz in Urdu Poetry Faiz Ahmad Faiz Modern Urdu Poetry Jadeed Urdu Adab Jadeed Urdu Shayari Jadeed Urdu Nazm Nayi Shayari Nai Shayari Nai Nazm Nayi Nazam Modern Urdu Shayari Jadeed Adab Jadeed Shayari Urdu Shayari Reading Inqilabi Nazm Progressive Poetry Urdu Progressive Poetry Progressive Movement in Urdu Taraqqi Pasand Tehreek Urdu Progressive Movement Inqilabi Shayari Inqilabi Nazam Revolutionary Urdu Poets Modern Urdu Poets Progress Urdu Poetry Progressive Urdu Poets Urdu Poetry Voice Urdu Shayari Voice Urdu Poetry Voice Over Urdu Shayari Voice Over Best Urdu Poetry Voice

فیض احمد فیضؔ فیض کی شاعری فیض اردو شاعری فیض کی نظم رقیب سے کلامِ فیض جدید اردو شاعری ترقی پسند اردو ادب ترقی پسند تحریک ترقی پسند شاعری جدید اردو نظم نئی اردو نظم ترقی پسند شعرا انقلابی شاعری اردو شعر و ادب لہجہ

#UrduPoetry #FaizAhmedFaiz #UrduReadings #Faiz #FaizPoetry #FaizShayari #KalameFaiz #FaizPoem #UrduNazm #ModernUrduPoetry #NazmShayari #Nazm #Urdu #Shayari #UrduShayari #UrduPoetryReading #UrduRecitation #UrduReadings

posted by joseberna1q