Sub4Sub network gives free YouTube subscribers
Get Free YouTube Subscribers, Views and Likes

hai isi mein pyar ki aabru _Anpadh1962 اَنپد_Mala Sinhau0026 Dharmendra_Lata_Raja M A Khan_ MM_a tribute

Follow
mastkalandr

Song: hai isi mein pyaar ki aabru..wo zafaa karen main wafaa karoon..
Film : Anpadh,1962,
Singer: Lata Mangeshkar,
Lyricist : Raja Mehdi Ali Khan,
Music Director : Madan Mohan,
Director: Mohan Kumar,
Cast: Mala Sinha,Balraj Sahni,Dharmendra, Shashikala,Bindu,Nasir Hussain,Shaminder, Dhumal,
Production Co:Kiron Productions,

Lyrics :
hai isi mein pyaar ki aabru
wo zafaa karen main wafaa karoon
jo wafaa bhi kaam na aa sake
to wohi kahen ke main kyaa karoon
hai isi mein pyaar ki aabru

mujhe gham bhi unkaa azeez hai
ke unhin ki di huyi cheez hai
mujhe gham bhi unkaa azeez hai
ke unhin ki di huyi cheez hai
ke unhin ki di huyi cheez hai
yahi gham hai ab meri zindagi
ise kaise dil se judaa karoon
hai isi mein pyaar ki aabru

jo na ban sake main wo baat hoon
jo na khatm ho main wo raat hoon
jo na ban sake main wo baat hoon
jo na khatm ho main wo raat hoon
jo na khatm ho main wo raat hoon
ye likhaa hai mere naseeb mein
yoonhi shammaa banke jalaa karoon
hai isi mein pyaar ki aabru

na kisi ke dil ki hoon aarzoo
na kisi nazar ki hoon zustju
na kisi ke dil ki hoon aarzoo
na kisi nazar ki hoon zustju
na kisi nazar ki hoon zustju
main wo phool hoon jo udaas ho
na bahaar aaye to kyaa karoon
hai isi mein pyaar ki aabru
wo zafaa karen main wafaa karoon
jo wafaa bhi kaam na aa sake
to wohi kahen ke main kyaa karoon
hai isi mein pyaar ki aabru

Storyline :
Chaudhary Shambhunath (Balraj Sahni) considers the accumulation of wealth to be more important than education. He condones his sister's inattention at school and consequently she grows up"anpadh''(illiterate). up"anpadh" (illiterate). When she finds herself married to a bibliophile her problems really begin. Unable to read the poetry her husband loves and being a rotten cook too, she becomes despised by her husband and her inlaws. Circumstances conspire to leave her homeless, husbandless and pregnant. Narrowly escaping from the attentions of a panderer she falls amongst friends and, with the birth of her daughter, she starts on the long road to redemption. An entertaining plea for education in general and for the education of girls in particular. Written by van Goethem

Naushad had acknowledged this fact publicly in a function in 1962 itself.

Here is what Naushad said in a vishesh Jaimala programme
"Main ek baar radio sun raha tha, usmein bahut hi dilkash ghazal aa rahi thi, film thi Anpadh, ghazal ke bol the "Hai isi mein pyar ki aabroo". Maine music director ka naam pataa kiya, marhoom Madan Mohan sahab. Maine unse appointment liya aur unke ghar pahunch gaya. Maine unse kaha ki main yeh kehne aaya hoon ki aapki Anpadh film ki yeh do ghazlen mujhe bahut pasand aayi, aapke yeh do ghazlen ek taraf aur mere saare gaane ek taraf. Yeh sunkar Madan Mohan mere gale lagkar rone lage, kahaa ki aap mujhse kaafi senior hain, main to aapka junior hoon. Maine kahaaki naheen, jo sach hai woh sach hai, aur main yeh sabke saamne bhi kahoonga. Kuch dino baad ek gramophone company ke jalse mein press aur poori public ke saamne maine yahi baat kahi. "


The music was composed by the duo SonikOmi while the lyricist was G. L. Rawal. The playback singers were Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Mukesh and Manna Dey.

Song (7)

Song and Singer
1.
"Jinhe Hum" Mukesh
2.
"Meri Aankhon Ke Ujale" Mohammed Rafi
3 .
"Har Chehra Yahan" Mohammed Rafi
4.
"Yeh Dil Nahin Ki" Mohammed Rafi
5.
"Aap Se Pyar Hua" Mohammed Rafi
6.
"Aap Se Pyar Hua" Asha Bhosle
7.
"Aaj Mere Ghar" Asha Bhosle, Manna Dey

posted by siransu