Buy real YouTube subscribers. Best price and warranty.
Get Free YouTube Subscribers, Views and Likes

Mustafa Haq-Numa | Muhammad Samie | Ay Jaan-e-Mann Janaan-e-Mann | Official Video | 4k

Follow
Muhammad Samie

Short Sufi Spells (Chapter 2) The Nineteenth Spell
MUSTAFA HAQNUMA saww | MUHAMMAD SAMIE
==============================
Singer: Muhammad Samie
Composer: Muhammad Samie
Lyrics’ Selection & Arrangement: Muhammad Samie
Poets: Muhammad Samie | Amir Khusrau | Shaikh Sa’adi | Maulana Jami | Ahmed Hussain Mayel | Aziz Safipuri | Munawwar Badayuni | Ahmad Raza Khan Barelvi | Abdul Hameed Adam | Bedam Shah Warsi | Behzad Lakhnavi
==============================
AUDIO CREW:
Music Production: J Ali
Music Direction: J Ali & Muhammad Samie
Main Harmonium: Muhammad Samie
Second Harmonium: Jay Ali
Tabla: Israr Dildar
Sarangi: Zohaib Hassan
Chorus Vocals: Haider Haideri
Recording, Mixing & Mastering: Jay Ali
==============================
VIDEO CREW:
Director: Muhammad Samie
Video Concept: Muhammad Samie & Suleman Shah
Cinematographer: Suleman Shah
PostProduction: Suleman Shah
Lighting Production: Ahmed Mustafa Studio
Focus Puller: Bilawal Ahsan
Production Assistance: Light & Grip Production
Art Work & Wardrobe: Muhammad Samie
Title Calligraphy: AttaurRehman
Production House: Heaven & Hades Productions
A Short Sufi Films’ Presentation
==============================
© 2023 – Short Sufi Spells
© 2023 – Short Sufi Films
==============================
Follow Samie on:
Youtube:    / muhammadsamie  
Facebook:   / msamieofficial  
Instagram:   / samie_muhammad  
Twitter:   / muhammadsamie  
Official Website: https://www.muhammadsamie.com
==============================
LYRICS:
Mustafa haqnuma sirekaunomakan, RabeAlam bhi aashiq tera ho gaya
Mustafa haqnuma sire kaunomakan

Khuli wo zulf to pehli haseen raat hui
Khulay wo hont to tafseerekainaat hui
Mustafa haqnuma sire kaunomakan

Khuda jane kahan se jalwa e jana SAWW kahan tak hai
Wahin tak dekh sakta hai nazar jis ki jahan tak hai
Mustafa haqnuma sire kaunomakan

Nooreahad hai meem ke parday mein jalwagar
Rutba mere Huzoor SAWW ka samjhe ga kya bashar
Vo ḳhuda nahin baḳhuda nahin vo magar Khuda se juda nahin
Vo hain kya magar vo hain kya nahin ye muhib habib ki baat hai
Mustafa haqnuma sire kaunomakan

Do alam bakakul giftardari
Bahar mu hazaaran siyah kardari
Ze sar ta bah paa rehmati ya Muhammad SAWW
Nazar janibehar gunahgardari
Hamen fikremahshar bhala kis liye ho
Hamara Khud hai KhudaeMuhammad SAWW
Khuda Ki raza chahtay hain do alam
Khuda chahta hai razaeMuhammed SAWW
Mustafa haqnuma sire kaunomakan

Ilaaj ki nahin hajat dilojigar ke liye
Bas ik nazar teri kaafi hai umr bhar ke liye

Zehaalemiskeen makun taghaaful duraae nainaan banaae batiyaan
Keh taabehijraan nadaaram ay jaan na layho kaahe lagaae chhatiyaan
Shabaanehijraan daraz choon zulforozevaslat choon umrekotah
Sakhi piya ko jo main na daikhoon to kaise kaatoon andheri ratiyaan

Ay jaaneman jaananeman bar mann nigar sultaneman
Yak shab biya mehmaneman az man charaa ranjeedaee
Mann aashiqedeevana am andar jahan afsana am
Tu shameman, parvana am az man charaa ranjeedaee
Choon maahedar arzosama tabaan tui tabaan tui
Rashkemalak, NooreKhuda insaan tui insaan tui
Aashiq hue sab mah laqa, sab atqiya sab asfiya
Sab Auliya R.A., sab Anbiya A.S., ashiq hua khud hi Khuda
Kya chehraemasroor hai, jo husn se ma’moor hai
Kya gardanepurnoor hai, qad rashkeqadehoor hai
Kya fehm kya idraak hai, noori tera poshaak hai
Tan pak hai man pak hai, kaisa shahelolaak SAWW hai
Afaqha gardeedaam mehrebutan varzeedaam
Bisyar ḳhooban deedaam lekin tu cheezedeegari
Mustafa haqnuma sire kaunomakan

Mustafa haqnuma sire kaunomakan, Rabealam bhi aashiq tera ho gaya
Tu ne mamdooheYazdaan Khuda ki qasam jis pe daali nazar wo tera ho gaya

Shab hai mairaaj ki daal kar noor ka pardaeaqdasesidratulmuntaha
Keh diya Mustafa S.A.W.W. se Khuda ne Samie, jo tera ho gaya wo mera ho gaya

Hai taqaza yahi mere eeman ka, tazkara ab ho Aaqa SAWW teri aal A.S. ka
Ya Ali Ya Batool o Hussain o Hassan A.S., deen tum se Nabi SAWW ka baqa ho gaya

Salle Ala Salle Ala Ya Nabi Ya Nabi SAWW
Salle Ala Salle Ala Ya Nabi Ya Nabi SAWW
Syedna Syedna Ya Ali Ya Ali A.S.
Syedna Syedna Ya Ali Ya Ali A.S.
Syedna Syedna Ya Hassan Ya Hussain A.S.
Syedna Syedna Ya Hassan Ya Hussain A.S.
Haq Hussain Ya Hussain A.S.
Haq Hussain Ya Hussain A.S. Haq ..

Kaise bhali lagay usay khushbu gulab ki?
Soonghay jo mushkekhak dareBuTurab A.S. ki
Maqrooz hai Hussain AS ki ummat Rasool SAWW ki
Jis ne lahu se ishq ki matti sairab ki
Hussain A.S.
Haq Hussain Ya Hussain A.S.
Haq Hussain Ya Hussain A.S.
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain A.S.
#MuhammadSamie #MustafaHaqNuma #ShortSufiSpells #qawwali

posted by Gontarskie1