Grow your YouTube views, likes and subscribers for free
Get Free YouTube Subscribers, Views and Likes

Saba Akbarabadi - Tum Sa Kya Ho Ga Jahan Mein Koi Mujh Sa Bhi Nahin - BEST URDU POETRY COLLECTION

Follow
Lehja

Urdu Poetry of Saba Akbarabadi
Ghazal: Tum Sa Kya Ho Ga Jahan Mein Koi Mujh Sa Bhi Nahin
Recitation: Raheel Farooq

تم تو بے مثل ہو توحیدِ محبت کی قسم
تم سا کیا ہوگا جہاں میں کوئی مجھ سا بھی نہیں

صباؔ اکبر آبادی کی غزل بہترین اردو شاعری



LEHJA A CLASSIC URDU POETRY CHANNEL

Lehja (لہجہ) is an Urdu literary (adabi) channel on YouTube. We produce recitations (voice over) of the masterpieces of Urdu poetry. Shayari of Asatiza (the greatest poets of Urdu) narrated by Raheel Farooq with classical melodies in the background is an experience people of taste can relish nowhere else. SUBSCRIBE NOW!    / recitation  

LEHJA PODCAST

Listen to Lehja on all major podcast and music streaming platforms including iTunes, Spotify, Deezer, Amazon Music/Audible, Stitcher, iHeartRadio, JioSaavn & Gaana.com.

https://anchor.fm/urdurecitation

LEHJA STORE

Love the classics? Buy the classics!

Tshirts, mugs, tote bags, phone cases and more with Urdu art.

https://store.recitation.net

FOLLOW US

Facebook:   / urdurecitation  
Twitter:   / urdurecitation  
Instagram:   / urdurecitation  
Reddit:   / urdurecitation  
Tumblr: https://poetryrecording.com

SUPPORT US

Patronize:   / urdu  



POETRY TEXT:

مکمل غزل کا اردو متن:

غالباً میرے علاوہ کوئی گزرا بھی نہیں
تیری منزل میں کہیں نقشِ کفِ پا بھی نہیں

آپ کی راہ میں دنیا نظر آتی ہے مجھے
اک قدم اور جو بڑھ جاؤں تو دنیا بھی نہیں

آپ کیا سوچ کے غم اپنا عطا کرتے ہیں
ہمتِ دل تو بہ قدرِ غمِ دنیا بھی نہیں

تم تو بے مثل ہو توحیدِ محبت کی قسم
تم سا کیا ہوگا جہاں میں کوئی مجھ سا بھی نہیں

حشر کی بھیڑ میں ایک ایک کا منہ تکتا ہوں
اس بھری بزم میں اک جاننے والا بھی نہیں

حسن نے دعوتِ نظارہ ہر اک رنگ سے دی
عشق نے آنکھ اٹھا کر کبھی دیکھا بھی نہیں

ایک تم ہو کہ تمناؤں کے دشمن ہی رہے
ایک میں ہوں مجھے احساسِ تمنا بھی نہیں

جزوِ دل بن کے سماتی ہے محبت دل میں
یہ وہ کانٹا ہے کہ ہے اور کھٹکتا بھی نہیں

یاد آتی ہے صباؔ بے وطنوں کی کس کو
مجھ کو یارانِ وطن سے کوئی شکوہ بھی نہیں

Full Ghazal in Roman Text (Credits: Rekhta):

ġhāliban mere alāva koī guzrā bhī nahīñ
terī manzil meñ kahīñ naqshekafepā bhī nahīñ

aap kī raah meñ duniyā nazar aatī hai mujhe
ik qadam aur jo baḌh jā.ūñ to duniyā bhī nahīñ

aap kyā soch ke ġham apnā atā karte haiñ
himmatedil to baqadreġhameduniyā bhī nahīñ

tum to bemisl ho tauhīdemohabbat kī qasam
tum sā kyā hogā jahāñ meñ koī mujh sā bhī nahīñ

hashr kī bhiiḌ meñ ek ek kā muñh taktā huuñ
is bharībazm meñ ik jānñe vaalā bhī nahīñ

husn ne da.avatenazzāra har ik rañg se dī
ishq ne aañkh uThā kar kabhī dekhā bhī nahīñ

ek tum ho ki tamannāoñ ke dushman hī rahe
ek maiñ huuñ mujhe ehsāsetamannā bhī nahīñ

juzvedil ban ke samātī hai mohabbat dil meñ
ye vo kāñTā hai ki hai aur khaTaktā bhī nahīñ

yaad aatī hai 'sabā' bevatnoñ kī kis ko
mujh ko yārānevatan se koī shikva bhī nahīñ

#BestUrduPoetry #Urdu #Shayari

posted by joseberna1q